MeWe Group Link Change Kaise Kare ?

1
3615

Dosto Aaj Me apko mewe group url kaise change karte hai uski jankari share karne wala hu. 2 method se batauga apko kaise aap mewe group link change kar sakhte hai.

How to Change Mewe Group Link in Hindi ?

  1. Android App Se MeWe Group Link Change Karna Sikhe ?
  2. www.mewe.com Website Se MeWe Group Link Change Karna Sikhe ?

Android App Se MeWe Group Link Change Karna Sikhe ?

1 ) Sab Se Pehle MeWe App Download & Install kare.

2 ) MeWe Par Account banaya hua hai to aap login kijye agar aapne MeWe par account nahi banaya hai to sign up par click kijye.

3 ) MeWe Account Login Hone Ke Baad Sabse niche aapko 5 ICON Dikhega.

  1. Home
  2. Communities
  3. Chats
  4. Notifications
  5. More

Dusre Number par Communities Ka ICON hoga uspe click karna hai. Communities me aap jitene bhi group me add hoge utne group dikhay dege.

Ab Apko apne Owner [ admin ] wala group open karna hai.

4 ) Group Open Karne Ke Baad Top Par Search Icon ke pass About ka icon hoga uspe click kijye.

4 ) Group Setting Par Click Kare.

5 ) How Members Join Par Click Kare.

5 ) Group Link Par Click Kare.

6 ) Group Ka Username Jo Rakhna Hai Vo Likh dijye and save par click kar dijye apke Group Ka URL Change Ho Jayega.

www.mewe.com Website Se MeWe Group Link Change Karna Sikhe ?

1 ) Sabse Pehle MeWe Group Open Karo Jispe Aap Group Ka Owner (Admin) Hai.

2 ) Group Open Karne Ke Baad Group Settings me jaye.

3) Group Settings Me Aapko Membership Par Jana Hai.

4 ) 

5 ) ab apko save par click kar dena hai.

Group Settings Have Been Successfully Saved. apka page ko refresh karo apke group ki link change ho gya hoga.

[YouTube Video] How To Change MeWe URL For Group

apne dosto ko share kare. Thank You !

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here