Aaj ki post me hum aap ko batayege Whatsapp par delete kiye gye message ko kaise padhe.dosto apne kabhi whatsapp par kisi friends,family members or girlfriend ko galati se galat message send kar diye ho or apko uss messages ko Pehle aap delete nahi kar sakte the.lekin dosto aaj aeshe secret whatsapp trick leke aya hu me jinki madad se aap sabhi whatsapp par delete messages ko asani se padh sakte hain.
How to Read Deleted WhatsApp Messages ??
whatsapp apne users ke liye new new features provide kar raha hai or apne users ki sankhiya badhane ke liye new new feature lata rehta hai.whatsapp ne ek new feature Whatsapp me add kiya hai.uss feauture ka name delete everyone hain. whatsapp me send kare huae messages ko 7 miniuts ke andar delete karne ke kiye whatsapp ne delete everyone ka features diya gya hai.
WhatsApp Forward Limit kaise increase kare ?
dosto india me aaj ke jamane me har chij ka juggad mil jata hai. to chaleye dosto hum aap ko batayege kaise delete kiye gye messages ko padh sakte hai.
Whatsapp Par Deleted Messages Kaise Padhe ??
Step 1 Sab Se Pehle Aapko GBWHATSAPP download Download karna hoga. gbwhatsapp download karne ke liye niche diye gye link ko open kare.
Step 2 GBwhatsapp download and install complate hone ke baad mobile number dal kar Whatsapp Account bana lo. Gbwhatsapp open karoge to apko uper … dot ka icon hoga waha par click kare.
Step 3 uske baad aap ko privacy option me jana hai. last me aap ko Enable Anti-Revoke Option par click kar ke Enable kar dijye.
Enable Anti-Revoke ;-
Dosto GBWhatsapp ne new feauture add kiya hai jiska name Enable Anti-Revoke hai. Enable Anti-Revoke se aap kisi bhi friends ne messages deleted kiya hai to aap aasani se uss messages ko padh sakte ho. Enable Anti-Revoke par click karke aap Enable kar dijye.
dosto disable feature se aap deleted messages ko padh nahi sakte hain.agar aap delete messages ko nahi padhna chate hain to aap disable anti-revoke feauture ko disable kar sakte hai.
dosto Anti-Revoke Feaure Se Aap Delete Messages Aaram se padh sakte ho. post achi lage to like commnets jaruru kare.