Facebook Se Apni Photo Delete Kaise Kare ?

1
3795

Iss Artical Me Aap Ko Facebook Me Upload Kiye gye photo,cover photo and status delete kaise karte ussi ke bareme bataya gya hai. dosto isse artical ko pura padhaye agar aap ko koi sawaal hai to commnet box commnet kare..

Facebook Se Apni Profile Photo Delete Kaise Kare?

dosto aap apni purani wali photos and status ko remove karna chayte hai to isse post pura padhye aap ko puri details me bataya jayega kaise apni old photos facebook se hataya jata hai.

Mobile Me Facebook Se Photos Delete Kaise kare ?

Sab Se Pehle Mobile Me koi Bhi Browser Par Facebook Id Login Karo. Ab Jis Photo Ko Delete Karna Hai Usse Par Click Karo.Uske Baad Apko Edit Photo Par Click Karna Hai. Delete Photo Ka Option Dikhay Dega Uspe Karo.uske baad aap ko pucha jayega are you sure want to delete this photo? aap ko niche delete par click kar dena hai.Ap ki Photo Facebook Se Delete Ho Jayega.

Facebook Par Mobile Number Hide Kaise Kare ? 

Leptop/PC Me Facebook Se Photos Delete Kaise kare ?

1] Sab Se Apni Browser Me Facebook Login Karo.Jiss Photo Ko Delete karna hai usse photo open kare.

2] Uske Baad Photo Ki Niche Aap Ko Tag Photo, Options and send messenger Likha Hua Milega. aap ko options me Jana hai.

3] uske baad delete this photo par click kare.uske ek popbox me Deleting this photo will also delete the post.likha hua milega aap ko sirf delete par click karna hai.

4] uske baad aap ki Photo Facebook Se Photo Delete Ho Jayega.

Iss Post ko jayada se jayada share kare.

20+ Facebook Tips Questions And Answers In Hindi

1 COMMENT

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here