Sharechat Par Unlimited Fake Account Kaise Banate Hai ?

10
9951

Dosto Aaj Me apko sharechat kei trick batana walu  jisse aap bahut sare sharechat account bana sakhte hai. Sharechat par unlimted fake account banane ke liye ye post ko pura padhye.

Sharechat Par Fake Account Create Kaise Kare ?

Sabse Pehle Google Play Store Se 2ndline App Download Karne ke baad 2ndline app ko install Kar ke Open Kare.Uske Baad 2ndline Par Sign UP Par Jaye Or Email – Password Daal Ke Create Account Par Click Kijye.

setup 2ndLine To send and receive calls Allow Kar dijye. choose a phone number page open hoga usme koi bhi ek number choose karke continue button par click kar dijye,email par 2ndLine verify karke mail aya hoga vo open karke 2ndLine account verify kare.

Note ;-  2ndLine Account Verify Jarur kare Kyu Ki jab Tak Aap 2ndLine Account Verify Nahi Karoge Tab Tak Aap Ko OTP/CALL Nahi Ayaega isliye aap ko account verify jaruru karna hai.

  • 2ndLine Par Account Banaane ke Liye Fake Email Ka Upyog Kar sakhte hai

Sharechat Par Fake Account Banane Ki Trick ?

dosto 2ndline account banane ke baad aap ko Sharechat apk open kare.sharechat app open karne par apko pehle apni bhasha pasand karna hai.

next aap ko jaha par apko india flag dikh raha hai waha par click karna hai. uske baad apko united state (+1) country select karna hai.

dosto aab apko 2ndline app open karna hai. uske baad setting me jaye. setting me apko account par jane ke baad 2ndline number se aapko number coppy karna hai.

  • 2ndline app open / Setting / Account / 2ndline number

wapas aap ko sharechat me ana hai and 2ndline app se jo mobile number coppy kiya tha vo aapko shaechat me mobile number mag rahe hai waha par past karna hai. uske baad niche apko apne account par jaye aesha likha hoga uspe aap click kar dijye.

uske baad apki profile bana dijye jese name likh dijye. ladka ho ya ladki vo select kar dijye and apki age select kar dijye. uske niche likha hoga apni profile banaye uspe click kar dijye. uske ke baad apka sharechat account create ho jayega.

ruko ruko abhi sharechat account bana diya hai lekin apne sharechat account verify nahi kiya hai verify karne ke liye aapko setting me jayeuske baad account setting me jaye. account setting me sab se last me mobile number ke niche likha hoga apka mobile number verify nahi hai. agr aesha likha hoga to apko apna  phonr number regidter kare uske uper click karna hai.

country United States (+1) kar dijye. or 2ndline se number mila hai vo past kar dijye and niche OTP le Par click kar dijye. ab apko 2ndline me ek Sharechat ke taraf se OTP ayega vo likh dijye uske baad aap ka sharechat account Verify ho jayega. dosto trick pasand ayeto apne dosto ko bhi share kare.

10 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here